Kad1r《Awara Hoon》[FLAC/MP3-320K]
📥 无损音乐 下载地址
提取码:
[点击获取]
提取码:
[点击获取]
歌词
Awara Hoon - Kad1rAawara hoon aawara hoon
Ya gardish main hoon aasmaan ka taara hoon
Aawara hoon aawara hoon
Ya gardish main hoon aasmaan ka taara hoon
Aawara hoon
Ghar baar nahi sansaar nahi
Mujse kisi ko pyaar nahi mujse kisi ko pyaar nahi
Us paar kisi se milne ka iqraar nahi
Mujse kisi ko pyaar nahi mujse kisi ko pyaar nahi
Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon
Aawara hoon aawara hoon
Ya gardish main hoon aasmaan ka taara hoon
Aawara hoon
Aabaad nahi barbaad sahi
Gaata khushi ke geet magar
Gaata khushi ke geet magar
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hasti hai magar ye mast nazar
Duniya
Duniya main tere tir ka ya taqdeer ka maara hoon
Aawara hoon aawara hoon
Ya gardish main hoon aasmaan ka taara hoon
Aawara hoon
Aawara hoon
Aawara hoon